Doob Gaye Song Lyrics - Guru Randhawa
Sunday, May 9, 2021
Doob Gaye Song Lyrics by Guru Randhawa
doob gaye song,guru randhawa new song lyrics,doob gaye song by guru randhawa lyrics,doob gaye song guru randhawa,new love song,new sad hindi song lyrics Hmm Tu Yoon Na Judaiyon Ki
Haaye Baatein Kiya Kar
Hum Chote Dilwale Hain Dar Jaenge
Hum Tujhme Itna Doob Gaye
Jaise Machli Dariya Mein
Arey Bahar Agar Nikle To Mar Jaenge
Hum Tujhme Itna Doob Gaye
Jaise Machli Dariya Mein
Arey Bahar Agar Nikle To Mar Jaenge
Nibhai Rasma Ve
Oh Tainu Kasama Ve
Tu Mainu Chhodio Na
Oh Mere Khasama Ve
Nibhai Rasma Ve
Oh Tainu Kasama Ve
Tu Mainu Chhodio Na
Oh Mere Khasama Ve
Hum Khali Khali Khali
Is Khali Dunia Mein
Tu Hath Jaraa Lagana Re
Bhar Jaenge
Hum Tujhme Itna Doob Gaye
Jaise Machli Dariya Mein
Arey Bahar Agar Nikle To Mar Jaenge
Arey Bahar Agar Nikle To Mar Jaenge
Tumhe Kabhi Jo Mujhko Chhod Kar
Fir Wapas Aana Hoga
Mere Ghar Ka Pata Mere Shehar Ka
Paagal Khana Hoga
Tumhe Kabhi Jo Mujhko Chod Kar
Fir Wapas Aana Hoga
Mere Ghar Ka Pata Mere Shehar Ka
Paagal Khana Hoga
Oh Mere Ghar Ka Pata Mere Shehar Ka
Paagal Khana Hoga
Oh Tere Bin Ye Duniya Wale
Duniya Wale Oh Jaani
Haye Puch Puch Tera Haal
Paagal Kar Jaenge
Hum Tujhme Itna Doob Gaye
Jaise Machli Dariya Mein
Arey Bahar Agar Nikle To Mar Jaenge
Arey Bahar Agar Nikle To Mar Jaenge
Ye Bas Baatein Kar Sakte Hai
Aur Kuch Bhi Kar Nahi Sakte
Ye Tere Deewane Nakli Se
Tere Vaaste Mar Nahi Sakte
Ye Tere Deewane Nakli Se
Tere Vaaste Mar Nahi Sakte
Ik Hum Hai Teri Khaatir
Bas Tere Kehne Pe
Haye Bina Kisi Sawaal
Sooli Chadh Jaenge
Hum Tujhme Itna Doob Gaye
Jaise Machli Dariya Mein
Arey Bahar Agar Nikle To Mar Jaenge
Arey Bahar Agar Nikle To Mar Jaenge
Download button Appears in 15 second(s).
- Doob Gaye Song info