Lut Gaye Song Lyrics by Jubin Nutiyal


Sunday, March 28, 2021

ADVERTISEMENT Document
lyricxer 💚
Lut gaye Lyrics by jubin
Lut gaye Lyrics

Maine Jab Dekha Tha Tujhko
Raat Bhi Wo Yaad Hai Mujhko
Taare Ginte Ginte Soh Gaya

Dil Mera Dhadka Tha Kass Ke
Kuch Kaha Tha Tune Hass Ke
Main Usi Pal Tera Ho Gaya

Aasmano Pe Jo Khuda Hai
Usse Meri Yahi Dua Hai
Chand Ye Har Roz Main Dekhu
Tere Sath Mein




Aankh Uthi Mohabbat Ne Angdai Li
Dil Ka Sauda Hua Chandani Raat Me
Oh Teri Nazaro Ne Kuch Aisa Jadoo Kiya
Lut Gaye Hum To Pehli Mulakaat Me
Oh Aankh Uthi

Paav Rakhna Na Zameen Par
Jaan Ruk Ja Tu Ghadi Bhar
Thode Taare Toh Bichha Du
Main Tere Vaaste

Aajmale Mujhko Yaara
Tu Jaraa Sa Kar Ishaara
Dil Jala Ke Jagmaga Du
Main Tere Raaste



Haan Mere Jaisa Ishq Me Pagal
Fir Mile Ya Na Mile Kal
Sochna Kya Hath Ye Dede
Mere Hath Me



Aankh Uthi Mohabbat Ne Angdai Li
Dil Ka Sauda Hua Chandani Raat Me
Oh Teri Nazaro Ne Kuch Aisa Jadoo Kiya
Lut Gaye Hum To Pehli Mulakaat Mein
Oh Aankh Uthi


Haan Kisse Mohabat Ke
Hai Jo Kitabo Me
Sab Chahta Hoon Main
Sang Tere Dohrana



Kitna Jaroori Hai
Ab Meri Khatir Tu
Mushkil Hai Mushkil Hai
Lafzo Me Keh Pana



Ab To Ye Alam Hai
Tu Jaan Mange To
Main Shaunk Se Dedu
Saugat Me



Aankh Uthi Mohabbat Ne Angdai Li
Dil Ka Sauda Hua Chandani Raat Me
Oh Teri Nazaro Ne Kuch Aisa Jadoo Kiya
Loot Gaye Hum To Pehli Mulakaat Me
Oh Aankh Uthi

Download button Appears in 15 second(s).






    Lut Gaye song info

 

Singer :

Jubin Nautiyal


Cast:

Emraan Hashmi, Yukti Thareja


Musician:

Tanishk Bagchi


Label :

T-Series